Wednesday, July 18, 2007

Dard


Ro nahi sakte,hasa jata nahi

bata nahi sakte chupa pata nahi,

iss kadar majboor hai ye dil sanam,

mar nahi sakte jiya jata nahi !

No comments: