
ye dil aasu bahata hai,
Jigar fariyad karta hai !
jo humko bhul jate hain,
unhe "mann" yaad karta hai !
Chala tha ek rah par mai Rah ab mod di maine, Kalam jo hath mai le thee, kalam hi tod di maine .....ye to ansu hain mere, jo tere anchal pe bikhre hain; Aah jo dil se nikli aaj, likhar chod di maine !
No comments:
Post a Comment